1
Marqus 8:35
Kitáb i Muqaddas 1955 (Tauret, Zabúr, Ambiyá ke Sahífa, aur Injíl)
Kyúṉki jo koí apní ján bachání cháhe wuh use khoegá, aur jo koí merí aur Injíl ke wáste apní ján khoegá, wuh use bacháegá.
Compare
Explore Marqus 8:35
2
Marqus 8:36
Aur ádmí agar sárí dunyá ko hásil kare aur apní ján ká nuqsán uṭháe to use kyá fáida hogá?
Explore Marqus 8:36
3
Marqus 8:34
Phir us ne bhíṛ ko apne shágirdoṉ samet pás bulákar un se kahá; Agar koí mere píchhe áná cháhe, to apní ḳhudí se inkár kare, aur apní salíb uṭháe, aur mere píchhe ho le.
Explore Marqus 8:34
4
Marqus 8:37-38
Aur ádmí apní ján ke badle kyá de? Kyúṉki jo koí is zinákár aur ḳhatákár qaum meṉ mujh se aur merí bátoṉ se sharmáegá, Ibn i Ádam bhí, jab apne Báp ke jalál meṉ pák firishtoṉ ke sáth áegá, to us se sharmáegá.
Explore Marqus 8:37-38
5
Marqus 8:29
Us ne un se púchhá; Lekin tum mujhe kyá kahte ho? Patras ne jawáb meṉ us se kahá; Tú Masíh hai.
Explore Marqus 8:29
Home
Bible
Plans
Videos