1
ʻIbrá Níoṉ 10:25
Kitáb i Muqaddas 1955 (Tauret, Zabúr, Ambiyá ke Sahífa, aur Injíl)
aur ek dúsre ke sáth jamaʻ hone se báz na áeṉ, jaisá baʻz logoṉ ká dastúr hai, balki ek dúsre ko nasíhat kareṉ; aur jis qadr us din ko nazdík hote húe dekhte ho usí qadr ziyáda kiyá karo.
Compare
Explore ʻIbrá Níoṉ 10:25
2
ʻIbrá Níoṉ 10:24
aur mahabbat aur nek kámoṉ kí targíb dene ke liye ek dúsre ká liház rakkheṉ
Explore ʻIbrá Níoṉ 10:24
3
ʻIbrá Níoṉ 10:23
aur apní ummed ke iqrár ko mazbútí se tháme raheṉ; kyúṉki jis ne waʻda kiyá hai, wuh sachchá hai
Explore ʻIbrá Níoṉ 10:23
4
ʻIbrá Níoṉ 10:36
Kyúṉki tumheṉ sabr karná zarúr hai, táki Ḳhudá kí marzí púrí karke waʻda kí húí chíz hásil karo.
Explore ʻIbrá Níoṉ 10:36
5
ʻIbrá Níoṉ 10:22
to áo, ham sachche dil aur púre ímán ke sáth, aur dil ke ilzám ko dúr karne ke liye diloṉ par chhíṉṭe lekar, aur badan ko sáf pání se dhulwákar, Ḳhudá ke pás chaleṉ
Explore ʻIbrá Níoṉ 10:22
6
ʻIbrá Níoṉ 10:35
Pas apní dilerí ko háth se na do, is liye ki us ká baṛá ajr hai.
Explore ʻIbrá Níoṉ 10:35
7
ʻIbrá Níoṉ 10:26-27
Kyúṉki haqq kí pahchán hásil karne ke baʻd agar ham ján bújhkar gunáh kareṉ, to gunáhoṉ kí koí âur qurbání báqí nahíṉ rahí; háṉ, ʻadálat ká ek haulnák intizár aur gazabnák átish báqí hai, jo muḳhálifoṉ ko khá legí.
Explore ʻIbrá Níoṉ 10:26-27
Home
Bible
Plans
Videos