1
2 Patras 2:9
Kitáb i Muqaddas 1955 (Tauret, Zabúr, Ambiyá ke Sahífa, aur Injíl)
URDR55
to Ḳhudáwand díndároṉ ko ázmáish se nikál lená, aur badkároṉ ko ʻadálat ke din tak sazá meṉ rakhná jántá hai
Compare
Explore 2 Patras 2:9
2
2 Patras 2:21-22
Kyúṉki rástbází kí ráh ká na jánná un ke liye is se bihtar hotá, ki use jánkar us pák hukm se phir játe, jo unheṉ sauṉpá gayá thá. Un par yih sachchí masal sádiq átí hai, ki Kuttá apní qai ki taraf rujúʻ kartá hai, aur nahláí húí súarní daldal meṉ loṭne kí taraf.
Explore 2 Patras 2:21-22
3
2 Patras 2:19
wuh un se to ázádí ká waʻda karte haiṉ, aur áp ḳharábí ke gulám bane húe haiṉ; kyúṉki jo shaḳhs jis se maglúb hai, wuh us ká gulám hai.
Explore 2 Patras 2:19
4
2 Patras 2:20
Aur jab wuh Ḳhudáwand aur Munjí Yisúʻ Masíh kí pahchán ke sabab dunyá kí álúdagíoṉ se chhúṭkar, phir un meṉ phaṉse, aur un se maglúb húe, to un ká pichhlá hál pahle se bhí badtar húá.
Explore 2 Patras 2:20
5
2 Patras 2:1
Aur jis tarah us ummat meṉ jhúṭhe nabí bhí the, isí tarah tum meṉ bhí jhúṭhe ustád hoṉge, jo poshída taur par halák karnewálí bidʻateṉ nikáleṉge, aur us Málik ká inkár kareṉge, jis ne unheṉ mol liyá thá, aur apne áp ko jald halákat meṉ ḍáleṉge.
Explore 2 Patras 2:1
Home
Bible
Plans
Videos