1
Lūqā 11:13
Kitab-i Muqaddas
Jab tum bure hone ke bāwujūd itne samajhdār ho ki apne bachchoṅ ko achchhī chīzeṅ de sakte ho to phir kitnī zyādā yaqīnī bāt hai ki āsmānī Bāp apne māṅgne wāloṅ ko Rūhul-quds degā.”
ஒப்பீடு
Lūqā 11:13 ஆராயுங்கள்
2
Lūqā 11:9
Chunāṅche māṅgte raho to tum ko diyā jāegā, ḍhūṅḍte raho to tum ko mil jāegā. Khaṭkhaṭāte raho to tumhāre lie darwāzā khol diyā jāegā.
Lūqā 11:9 ஆராயுங்கள்
3
Lūqā 11:10
Kyoṅki jo bhī māṅgtā hai wuh pātā hai, jo ḍhūṅḍtā hai use miltā hai aur jo khaṭkhaṭātā hai us ke lie darwāzā khol diyā jātā hai.
Lūqā 11:10 ஆராயுங்கள்
4
Lūqā 11:2
Īsā ne kahā, “Duā karte waqt yoṅ kahnā, Ai Bāp, terā nām muqaddas mānā jāe. Terī bādshāhī āe.
Lūqā 11:2 ஆராயுங்கள்
5
Lūqā 11:4
Hamāre gunāhoṅ ko muāf kar. Kyoṅki ham bhī har ek ko muāf karte haiṅ jo hamārā gunāh kartā hai. Aur hameṅ āzmāish meṅ na paṛne de.”
Lūqā 11:4 ஆராயுங்கள்
6
Lūqā 11:3
Har roz hameṅ hamārī roz kī roṭī de.
Lūqā 11:3 ஆராயுங்கள்
7
Lūqā 11:34
Terī āṅkh tere badan kā charāġh hai. Agar terī āṅkh ṭhīk ho to terā pūrā jism raushan hogā. Lekin agar āṅkh ḳharāb ho to pūrā jism andherā hī andherā hogā.
Lūqā 11:34 ஆராயுங்கள்
8
Lūqā 11:33
Jab koī shaḳhs charāġh jalātā hai to na wuh use chhupātā, na bartan ke nīche rakhtā balki use shamādān par rakh detā hai tāki us kī raushnī andar āne wāloṅ ko nazar āe.
Lūqā 11:33 ஆராயுங்கள்
முகப்பு
வேதாகமம்
வாசிப்புத் திட்டங்கள்
காணொளிகள்