1
Lūqā 1:37
Kitab-i Muqaddas
Kyoṅki Allāh ke nazdīk koī kām nāmumkin nahīṅ hai.”
ஒப்பீடு
Lūqā 1:37 ஆராயுங்கள்
2
Lūqā 1:38
Mariyam ne jawāb diyā, “Maiṅ Rab kī ḳhidmat ke lie hāzir hūṅ. Mere sāth waisā hī ho jaisā āp ne kahā hai.” Is par farishtā chalā gayā.
Lūqā 1:38 ஆராயுங்கள்
3
Lūqā 1:35
Farishte ne jawāb diyā, “Rūhul-quds tujh par nāzil hogā, Allāh T'ālā kī qudrat kā sāyā tujh par chhā jāegā. Is lie yih bachchā quddūs hogā aur Allāh kā Farzand kahlāegā.
Lūqā 1:35 ஆராயுங்கள்
4
Lūqā 1:45
Tū kitnī mubārak hai, kyoṅki tū īmān lāī ki jo kuchh Rab ne farmāyā hai wuh takmīl tak pahuṅchegā.”
Lūqā 1:45 ஆராயுங்கள்
5
Lūqā 1:31-33
Tū ummīd se ho kar ek beṭe ko janm degī. Tujhe us kā nām Īsā (Najāt Dene Wālā) rakhnā hai. Wuh azīm hogā aur Allāh T'ālā kā Farzand kahlāegā. Rab hamārā Ḳhudā use us ke bāp Dāūd ke taḳht par biṭhāegā aur wuh hameshā tak Isrāīl par hukūmat karegā. Us kī saltanat kabhī ḳhatm na hogī.”
Lūqā 1:31-33 ஆராயுங்கள்
6
Lūqā 1:30
Lekin farishte ne apnī bāt jārī rakhī aur kahā, “Ai Mariyam, mat ḍar, kyoṅki tujh par Allāh kā fazl huā hai.
Lūqā 1:30 ஆராயுங்கள்
முகப்பு
வேதாகமம்
வாசிப்புத் திட்டங்கள்
காணொளிகள்