1
Paidāish 7:1
Kitab-i Muqaddas
Phir Rab ne Nūh se kahā, “Apne gharāne samet kashtī meṅ dāḳhil ho jā, kyoṅki is daur ke logoṅ meṅ se maiṅ ne sirf tujhe rāstbāz pāyā hai.
Confronta
Esplora Paidāish 7:1
2
Paidāish 7:24
Sailāb ḍeṛh sau din tak zamīn par ġhālib rahā.
Esplora Paidāish 7:24
3
Paidāish 7:11
Yih sab kuchh us waqt huā jab Nūh 600 sāl kā thā. Dūsre mahīne ke 17weṅ din zamīn kī gahrāiyoṅ meṅ se tamām chashme phūṭ nikle aur āsmān par pānī ke darīche khul gae.
Esplora Paidāish 7:11
4
Paidāish 7:23
Yoṅ har maḳhlūq ko rū-e-zamīn par se miṭā diyā gayā. Insān, zamīn par phirne aur reṅgne wāle jānwar aur parinde, sab kuchh ḳhatm kar diyā gayā. Sirf Nūh aur kashtī meṅ sawār us ke sāthī bach gae.
Esplora Paidāish 7:23
5
Paidāish 7:12
Chālīs din aur chālīs rāt tak mūslādhār bārish hotī rahī.
Esplora Paidāish 7:12
Home
Bibbia
Piani
Video