1
Zabúr 2:8
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
ki Tú mera Beṭá hai, maiṉ ne áj tujhe maulúd kiyá: mujh se mang, aur maiṉ qaumeṉ terí mírás meṉ, aur zamín kí sarhaddeṉ terí milkíyat meṉ dúṉgá
Lee anya n'etiti ihe abụọ
Nyochaa Zabúr 2:8
2
Zabúr 2:12
Beṭe ko chúmo, mabádá wuh g̣usse ho, aur tum gumráh hoke halák ho: kyúṉki us ká qahr jald bhaṛkegá. Us ke sáre bharosá rakhnewále kyá hí mubárak haiṉ!
Nyochaa Zabúr 2:12
3
Zabúr 2:2-3
Sháhán-i zamín sámhná karte haiṉ, aur sardár Yahowáh aur us ke Masíh ke barḳhiláf báham mansúba bándhte haiṉ, ki “Áo? ham un ke bandhanoṉ ko toṛ ḍáleṉ, aur un kí rassíáṉ apne pás se phenk deṉ!”
Nyochaa Zabúr 2:2-3
4
Zabúr 2:10-11
Aur ab, Ai bádsháho, hoshyár ho, Ai zamín ke munsifo, tarbiyat lo. Ḳhauf ke sáth Yahowáh kí ịbádat karo, aur kámpte húe ḳhushi karo.
Nyochaa Zabúr 2:10-11
Ebe Mmepe Nke Mbụ Nke Ngwá
Akwụkwọ Nsọ
Atụmatụ Ihe Ogụgụ Gasị
Vidiyo Gasị