“Farz karo ki tum meṅ se kisī kī sau bheṛeṅ haiṅ. Lekin ek gum ho jātī hai. Ab mālik kyā karegā? Kyā wuh bāqī 99 bheṛeṅ khule maidān meṅ chhoṛ kar gumshudā bheṛ ko ḍhūṅḍne nahīṅ jāegā? Zarūr jāegā, balki jab tak use wuh bheṛ mil na jāe wuh us kī talāsh meṅ rahegā.