Tum meṉ aisá na hogá, balki jo tum meṉ baṛá honá cháhe, wuh tumhárá ḳhádim bane, aur jo tum meṉ awwal honá cháhe, wuh tumhárá gulám bane: chunáṉchi Ibn i Ádam is liye nahíṉ áyá, ki ḳhidmat le, balki ḳhidmat kare, aur apní ján bahuteroṉ ke badle fidye meṉ de.