1
ʻIbrá Níoṉ 2:18
Kitáb i Muqaddas 1955 (Tauret, Zabúr, Ambiyá ke Sahífa, aur Injíl)
Kyúṉki jis súrat meṉ us ne ḳhud hí ázmáish kí hálat meṉ dukh uṭháyá, to wuh un kí bhí madad kar saktá hai, jin kí ázmáish hotí hai.
Compare
Explore ʻIbrá Níoṉ 2:18
2
ʻIbrá Níoṉ 2:14
Pas jis súrat meṉ ki laṛke ḳhún aur gosht meṉ sharík haiṉ, to wuh ḳhud bhí un kí tarah un meṉ sharík húá; táki maut ke wasíle se us ko jise maut par qudrat hásil thí, yaʻní Iblís ko, tabáh kar de
Explore ʻIbrá Níoṉ 2:14
3
ʻIbrá Níoṉ 2:1
Is liye jo báteṉ ham ne suníṉ, un par âur bhí dil lagákar gaur karná cháhiye, táki bahkar un se dúr na chale jáeṉ.
Explore ʻIbrá Níoṉ 2:1
4
ʻIbrá Níoṉ 2:17
Pas us ko sab bátoṉ meṉ apne bháiyoṉ kí mánind banná lázim húá; táki ummat ke gunáhoṉ ká kaffára dene ke wáste, un bátoṉ meṉ jo Ḳhudá se ʻiláqa rakhtí haiṉ, ek rahmdil aur diyánatdár sardár káhin bane.
Explore ʻIbrá Níoṉ 2:17
5
ʻIbrá Níoṉ 2:9
Albatta us ko dekhte haiṉ, jo firishtoṉ se kuchh hí kam kyá gayá, yaʻní Yisúʻ ko, ki maut ká dukh sahne ke sabab jalál aur ʻizzat ká táj use pahináyá gayá hai, táki Ḳhudá ke fazl se wuh har ek ádmí ke liye maut ká maza chakkhe.
Explore ʻIbrá Níoṉ 2:9
Home
Bible
Plans
Videos