1
Yūhannā 7:38
Kitab-i Muqaddas
aur jo mujh par īmān lāe wuh pie. Kalām-e-muqaddas ke mutābiq ‘Us ke andar se zindagī ke pānī kī nahreṅ bah nikleṅgī.’”
ஒப்பீடு
Yūhannā 7:38 ஆராயுங்கள்
2
Yūhannā 7:37
Īd ke āḳhirī din jo sab se aham hai Īsā khaṛā huā aur ūṅchī āwāz se pukār uṭhā, “Jo pyāsā ho wuh mere pās āe
Yūhannā 7:37 ஆராயுங்கள்
3
Yūhannā 7:39
(‘Zindagī ke pānī’ se wuh Rūhul-quds kī taraf ishārā kar rahā thā jo un ko hāsil hotā hai jo Īsā par īmān lāte haiṅ. Lekin wuh us waqt tak nāzil nahīṅ huā thā, kyoṅki Īsā ab tak apne jalāl ko na pahuṅchā thā.)
Yūhannā 7:39 ஆராயுங்கள்
4
Yūhannā 7:24
Zāhirī sūrat kī binā par faislā na karo balki bātinī hālat pahchān kar munsifānā faislā karo.”
Yūhannā 7:24 ஆராயுங்கள்
5
Yūhannā 7:18
Jo apnī taraf se boltā hai wuh apnī hī izzat chāhtā hai. Lekin jo apne bhejne wāle kī izzat-o-jalāl baṛhāne kī koshish kartā hai wuh sachchā hai aur us meṅ nārāstī nahīṅ hai.
Yūhannā 7:18 ஆராயுங்கள்
6
Yūhannā 7:16
Īsā ne jawāb diyā, “Jo tālīm maiṅ detā hūṅ wuh merī apnī nahīṅ balki us kī hai jis ne mujhe bhejā.
Yūhannā 7:16 ஆராயுங்கள்
7
Yūhannā 7:7
Duniyā tum se dushmanī nahīṅ rakh saktī. Lekin mujh se wuh dushmanī rakhtī hai, kyoṅki maiṅ us ke bāre meṅ yih gawāhī detā hūṅ ki us ke kām bure haiṅ.
Yūhannā 7:7 ஆராயுங்கள்
முகப்பு
வேதாகமம்
வாசிப்புத் திட்டங்கள்
காணொளிகள்