1
Zabúr 16:11
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Tú mujhe zindagí kí rah batláegá, tere huzúr meṉ ḳhushíoṉ kí serí, aur tere dahne háth meṉ hamesha ịshrateṉ haiṉ.
සසඳන්න
Zabúr 16:11 ගවේෂණය කරන්න
2
Zabúr 16:8
Maiṉ ne Yahowáh ko hamesha apne sámhne rakhá hai; chúṉki wuh mere dahne háth hai, maiṉ na ṭalúṉgá.
Zabúr 16:8 ගවේෂණය කරන්න
3
Zabúr 16:5
Yahowáh mera muqarrarí hissa aur mera piyála hai; Tú hí mere qurạ ko afzáish degá.
Zabúr 16:5 ගවේෂණය කරන්න
4
Zabúr 16:7
Maiṉ Yahowáh ko mubárak kahúṉgá jis ne mujhe saláh dí hai; háṉ, rát ko mere gurdoṉ ne mujhe sikhláyá hai.
Zabúr 16:7 ගවේෂණය කරන්න
5
Zabúr 16:6
Jaríbeṉ mere liye ḳhushnumá jagahoṉ meṉ paṛí haiṉ; háṉ, merí mírás suthrí hai.
Zabúr 16:6 ගවේෂණය කරන්න
6
Zabúr 16:1
Ai Qádir i Mutlaq, merí hifázat kar, kyúṉki maiṉ ne tujh par bharosá rakhá hai.
Zabúr 16:1 ගවේෂණය කරන්න
නිවස
බයිබලය
සැලසුම්
වීඩියෝ