1
Zabúr 14:1
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
Ahmaq ne apne dil meṉ kahá hai, ki “Ḳhudá hai hí nahíṉ!” Unhoṉ ne ḳhárábí kí, nafratí kám kíe haiṉ; koí nikokár nahíṉ.
සසඳන්න
Zabúr 14:1 ගවේෂණය කරන්න
2
Zabúr 14:2
Yahowáh ne ásmán par se baní Ádam par jhánká, táki dekhe, ki koí dánishmandí kartá, yạne, Ḳhudá ko ḍhúnḍhtá hai, yá nahín.
Zabúr 14:2 ගවේෂණය කරන්න
3
Zabúr 14:3
Wuh bil-kull bhaṭak gae; wuh ek hí sáth bigaṛ gae: koí nikokár nahíṉ, ek bhí nahíṉ.
Zabúr 14:3 ගවේෂණය කරන්න
නිවස
බයිබලය
සැලසුම්
වීඩියෝ