1
Zabúr 8:4
Zabúr 1863 (Roman Urdū)
jinheṉ tú ne muqarrar kiyá, dekhtá húṉ; to insán i fání kyá hai, ki tú use yád rakhe, aur ibn i Ádam kyá, ki tú us par mutawajjih ho
तुलना करा
एक्सप्लोर करा Zabúr 8:4
2
Zabúr 8:3
Jab maiṉ tere ásmánoṉ, terí dastkáríoṉ, chand, aur sitároṉ ko
एक्सप्लोर करा Zabúr 8:3
3
Zabúr 8:5-6
aur use ulúhíyat se thoṛá sá kam kare, aur ịzzat aur jalál ká táj us par rakhe; aur apne háth kí sanạtoṉ par use hukúmat baḳhshe? Tú ne sab kuchh us ke qadamoṉ ke níche rakhá hai
एक्सप्लोर करा Zabúr 8:5-6
4
Zabúr 8:9
Ai Yahowáh, hamáre Ḳhudáwand, terá nám sárí zamín par kyá hí jalíl hai!
एक्सप्लोर करा Zabúr 8:9
5
Zabúr 8:1
Ai Yahowáh, hamáre Ḳhudáwand, tera nám sárí zamín par kyá hí jalíl hai; apne is jalál ko ásmánoṉ ke úpar zahir kar!
एक्सप्लोर करा Zabúr 8:1
मुख्य
बायबल
योजना
व्हिडिओ